Answer |
Haraam yani: har wo kaam jis ka tark karna shariat ki nigha me zarori ho.aur makroh yani napasandeda – wo kaam jis ka anzaam dena haraam na ho laikin anzaam na dena behter ho.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg # 488,493) . Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |