Answer |
Agar aap ko pukhta yaqeen ho k handpractice se roza batil nahe ho ga to aap per kaffara wajib nahe hai laikin qaza karna zarori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1630, 1631) Update on dated 22-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |