Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam agha me chahta hon k meri fajar ki namaz qaza nahin ho me alarm bhi lagata hon par fajar me nahin uth pata plz koei aesa wazefa batayen k meri fajar ki namaz kabhi qaza nahin ho .Mohtaj e Dua Zulfiqar Naqvi 
Answer subhe ki namaaz ki qaza hone se bacne ka tariqa : rasool allah ne farmaaya : jo shaks surah khaf ki aakheri aayat sote waqt jis bhi waqt utne ki niyat se perhe gha jo jis waqt chahe gha bedaar ho jaaye gha.( nawaahe sauleheen,pg:332) Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.