Answer |
Jis shakhs nai apni yomia namazain in k waqt main a parhi hon to zarori hai k in ki qaza baja laye.
Jis shaks ki qaza namaz ho jaay zarore hai k is ki qaza perhne me kotai na kare albata is ka fouran perhna wajib nahe hai.(balke toure toure kar k bhi perh sakte hai.) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 37th edition, maslah #1356,1358 ) . Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
|