Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam walekum aagha namaz kya azan se phle parh skte h jab k waqt aa gya ho or azan na hui ho 
Answer Azaan ka hona zarori nahi hai balke insaan namaaz me mashgool us waqt ho sakta hai jab ise yaqeen ho jaay k waqt dakhil ho gaya hai ya do aadil mard waqt dakil hone ki khabar de. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #730 ) . Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.