Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AoA mera sawal ye hai k shadi k bad hambistri k kia ahkam hay husband wife apni mrzi sy jis tarh chahy kr skty hay ya koi islamic tarika hai or agr apni mrzi sy kry to kia gunah hoga or kia puray kapry utar k hambistri kr skty hay ya uski b koi limit hai or agr pury kapry utar k kry to kia gunah hoga plzz jldi jawab dy dy 
Answer Husband or wife har qisim ka sex ker sakte hain jis per wo dono razi hoon. Ye amal wase bhi haram nahi hay. (Ref: E-mail rcvd from Ayat Ullah Seestani(d.b) Note : Hambistri knay ka tareeqa maloom krnay k lie aap kitab islam aur jinsiaat mai sai parh saktay hainNafrat paida honay ka mouqa is waqt aa jata hai jab mard jima k fan ko fan e phlwani sai tabeer krta hai aur apni aurat par puray zor o shor sai toot kar pay dar pay mubashrat k zarie aurat par apni mardangi ka roeb jamanay ki koshish krta hai jab k ye bulkul galat hai. (Ref: Islam aur jinsiaat pg # 157) . Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.