Answer |
Biwi k alawa kisi doosray sai fahash batain krna haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)
Na mehram k sath jinsi lazzat hasil karna bagair intercourse k (yani mard ne apna aala tanasul aurat ki sharamgha me dakil na kiya ho to )zina nahi hai magar haram hai. (Ref : kitab nigah aur libas masla # 109, pg # 70) or eska kaffara nahi hota aap sachey dil se toba kar lijye. (Ref : MinhajusSalaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #3 , masla # 16)
Jo shaks shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib hai k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) . Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
|