Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question meri shadi hogai he or mein ne abhi tak humbisteri nahi ki, kia ye koi gunnah to nahi or humbisteri zaroori he or agar he to shadi ke baad kab tak krleni chaye? 
Answer Shadi ki pehli raat hambistari kerna wajib nahi hay. (Ref : E-mail rcvd from sistani(d.b),dated:26. 05-2010). Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.(tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382). Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.