Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam Agha sahib mera question ye hy k nikah k baad aagr abi rukhsti na howi hoo to kia mard apni hony wali biwi sy call pr baty kr skta hy yaa us ko ijezaat lena ho gii larki k parents sy. agr wo ijezaat ni lety to kia gunhagaar ho gy apas mein baaty kr k etc. please jawab zaroor dena. thanks 
Answer Nikah k baad wo aap ki biwi hi hain or on se mulaqaat kerna batain karna or on ko chuna jaiz hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34). Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.