Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam elekum mere kuch sawallat hain : 1) kia namaz-e-shab parhna bohat zaroori hai aru na parhne wale ko gunah mile ga. 2)namaz kai liye libas mein kon kon si cheezon ko chupana zaroori hai. 3)kia majlis mein niaz ki niyyat sai jaana jaiez hai. 4) islam mein larke aur larki kai darmiyan mohabbat kai bare mien kia hukum hai shukaraya wsalam 
Answer 1:Namaz-e-Shab parhna wajib nahi hay balkay ye un mustahib namazoon main shamil hay jin kay parhnay ki bohat ziada taakeed ki gae hay...2:Mard kay liye chahay usay koi bhi na dekh raha ho namaz ki halat main apni sharamgahoon ko dhaanpna zaroori hay...3:aap ka sawal A.Sistani ko bhaij diya gaya hay...4:Shareat kisi bhi aisay talluq(relation) ki ijazat nahi deti jo inhain haram ki taraf lay janay wala ho.Ref:Tauzeehul Masail Masala No.752,776.Book-3 Q.No. 137.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.