Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sastine khamnai 
Question YA ALI MADAD mulana sahab main syed zadi hn maira naam zahara hai maira sawal ye hai k hmaray mard jo zanjeer zani krtay hain wo keun krtay hain jb ye koi dosray tabkay ka pochta hai too main ziada detail say nhe bta pate plz ap mujhy detail say btain takay main jwab dainay k kabil ho jaon apka bohat bohat shukriya or maira dosra swal ye hai k agr ourat mar jai or os ka khawand os k janazay ko kandha day too kia onka nikah toot jata hai plz dunu batoun ka jwab maire email pay jwab day dain apke mashkoor hnge MULA PAAK apko salamt rkhay aammen 
Answer Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.