Answer |
Riwayaat main hay k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay wahaan sai rozi milay gi jahan sai osay wehem o gumaan bhi nah ho ga. ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232). Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
|