Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalamoalaikum hazrat ek masla PESH AAYA HAI KE meri juma ki namaaz chooth gai mai kaafi masroof tha hamare saath do aur log the to kya ham log baad me ba jamaat zohar ada kar sakte hai ya nahi??? 
Answer Agar jume k din namaz e juma nah perhi ho tu zuhur perna zarori hay. or paish namaz ki sharaet ki maujoodgi main namaz ko ba jamaat bhi perha jasakta hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #720,1434). Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.