Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mai aur mere shohar ne love marriage ki thi ghar walon ki raza mandi se par 2 saal baad ladayion ki wajah se hum ne court se mutual divorce liya jisme ladka ladki ki aapas me nahi banti isliye donon hi alag hona chahte hain aise keh kar divorce huwa tha aur insha allah mujhe umeed hai k ek din use mere pyaar ka ehsaas zaroor hoga aur wo laut aayega agar wo laut kar aagaya to kya mai usse phir se nikah kar sakti hun 
Answer Adalat se li hoe talaq fiqh e jaferiya k nazdeeq batil hay, Q k aisi talaq main sharaet maujood nahi hoteen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2462-72). Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.