Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question ASSLAAMU ALAIKUM-AAPSE YE POOCHNA HAI KE MAI TO KHANA PEENA ACHA HI KHATA HOON GHAR SABHI LOGO SE ACHA AUR PAIT BHAR KAR KHATA HUN SUBAH SAVERE BHI UTHTA HUN AUR NAMAZ BHI PARTA HUN LEKIN PHIR BHI MAI BAHUT KAMZOR HUN MERA SEHAT NAHI BAN PA RAHA HAI AUR HAR WAQT KAMZORI SA AHSAAS HOTA HAI MAI KYA KARUN 
Answer 1-Nihaar moonh khajoor k saath dhoodh peenay se khoon saaf hota hay or wazan(weight) main izafa hota hay. 2- Hara dhaniyah (Green Coriander) ka taza ras or lemoo(Lemon) ka ras mila ker rozana subah peenay se khoon saaf hota hay or wazan(weight) bertha hay. 3- Raat ko bhens(buffalo) k dhoodh main sabut chanay bhigo dain or subah kha lain, is se qoowat aati hay or wazan main izafa hota hay. 4- Khajoor(dates) 10 tola or khishmish( raisin) 5 tola rozana khanay se bilkul sookhay hoay aadmi k jism main naya khoon paida hota hay or bohot faida hota hay. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Update on dated 23-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.