Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam ager banda ijtehad k rutbe per faiz ho tu kia us per taqleed karna wajib hai kia wo kisi ki taqleed kar sakta hai???? 
Answer Jo shaks mujtahid nah ho os k liay zarori hay k wo ehtiyaat per amal kare ya ijtehaad kare, or jo shaks mujtahid ho wo ehtiyaat ya apne ijtehaad per amal ker sakta hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Urwatul wusqa Part # 1 , Maslah #2). Update on dated 25-08-16 . (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.