Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question 1.mutah ka zayada sy zayada period kitna ha mai ny 5- years parha ha net pay? 2. and mutah mai childrens paida karna lazmi ha ya childrens na be paida karain to theak ha? 3. mutah agar divorced larki sy keya jai to phr us larki ho kis ki ejazat ke zarorat hoti ha? 
Answer 1)Muta ki muddat aurat or mard ki ya dono main se aik ki umar se ziyada nahi honi chahiay. 2)Muta main bachay paida kerna lazim nahi hay. 3)Jo lerki kanwari nah ho os ko nikah(muta ya daimi) k liay ki wali(baap ya dada) ki ijazat ki zarorat nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #b/f2328,2389,2342). Update on dated 26-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.