Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question A.O.A mere sawal ye hai k jaise banda farz parhne k baad dua mangta hai aur phir sunnat aur nawafil parhta hai to kiya sunnat aur nawafil parhne k baad bhi dua mangna lazim hai. 
Answer Namaz k baad zikr,dua or quran majeed perhna mustahab hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1109). Update on dated 20-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.