Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamoalikum Sir! Plzzz meri help kren.. Me namaz ki paband hun lekin ek bt ki confusion hy is wajah se pareshan hun.. Mra sawal/masla yeh hy k kuch months se mere sath likoria ka masla hy toh kia Likoria me namaz parhi jaskti hy?? Qk br br ghusal krna possible nhi.. Plz Sir reply as soon as possible 
Answer Note: Likoria (safeed yellow color ki ratubat) mani nahi hay. Ye paak hay or is k aanay se ghusl bhi wajib nahi hota. Aur namaz aur doosri ibadaat bhi kar saktay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.