Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asslam-O-Alaikum Mera Sawal Ye Hai Ki Mere Bank Account Main Meri Asal Raqam Ke Alawa Jo Paisa Intrest ka Ata hai kya wo jayez hai, Aur agr main Apne Waidain Ke Liye Bnak Min Kuch Raqam fix ker do jisse ki Unko Har Mhine Kuch Kharch Milta Rahe ya Bad main bhi kuch Munafa le sako jab meri umar ho jay to kya ye jayez hoga,aur Pension lena jayez hai ya nahi jabki bank aur goverment apne pas se kuch nahi deti to ye paisa bhi intrst hi hoga meharbani kerke mujhe sahi rah dikhay JAZAH KALLAH O KHAIRUN 
Answer 1) 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. 3- Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. 2)Jo pension milti hai us ko lena jaiz hay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1735). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 07-11-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.