Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aqa hussain ali sistani 
Question kya bank m paise rakhna jaez h? shadi kay liye behtarin dua konsi hai jo jald asar b ho aur aurat achay say us rishtay ko nibha saqay? kya insurance policy karwawna jaiz h? agr ami parda krne s mana karen tu kya hukam h?  
Answer 1)Bank main raqam jama kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3-4-5, Pg#436). 2) Shadi k liye Agar sura-e-muzammil ko rozana aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jaey to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaey ga. (REF: Wazaif-ut-talib, Mafhoom e pg # 76) 3) Insurance karana jaiz he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40). 4) Parda kerna wajib hai or wajibat or muhramaat men waldain ka kehna maanna jaiz nahi hai. (Ref: Ayat-ul-Allah Sistani(db), Rcve from: http://www.sistani.org/arabic/qa/02073/). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.