Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam o alaikum... Mera sawal he k mery husband jinse mera nikkah hua hai rukhsati nae hue k sath kch dinu se ek prob hai k unhen drops any lage hain anytime magr wo drops mani ki tarhan gharey nae hoty bl k in me chpchpahat hai thori... To kia in k aany se gusal wajib hai.. Ya namaz parh sakty hain just kpry change kr k... Plz reply as soon as possible.. Jazak Allah 
Answer Aisi ratubat ko mazi kaha jaata hay, ye paak bhi hay or is k aanay se wuzu bhi batil nahi hota or kapher bhi najis nahi hote laikin is k sath paishab k qatre bhi aain tu phir kaprhe najis ho sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 70). Update on dated 07-12-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.