Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir kya ghusal k bad wazu ki zarort rehti hai.....? aur suna hai k agr ghusal k bad kaprey pehney se phly sharmgha ko hath lag jaye to wazu dubara krna prey ga.. 
Answer Jis shaks ne ghusl e janabat kia ho zaroori hay k namaz k liay wuzu nah kare, balkeh ghusl e istehaza e mutawassita k siwa tamaam wajib ghuslo or mustahab ghuslo k baad bhi namaz perh sakta hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 389). Update on dated 13-12-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.