Answer |
Baray talab e aulad har namaz k bad 11 martaba surah furqan ki ayat # 74 (Rab’ba’na hab lana . . . . . . . ei’ma’ma) ko parhay to nemat e farzand se sar faraz ho ga. (ref : kitab naway salaheen pg # 400) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |