Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam. Mera sawal tha k kia christians sy mutta kia ja skta hai?  
Answer 1)Muslman mardoo ka ahl e kitab(yahoodi aur christian) auratoo sai mutah krnay mai koi haraj nhi hai lekin agr us masalman mard ki koe musalman biwi mojud ho to phir muslman bivi ki ijazat se bhi ehtiyaat e wajib ki bina per ehl e kitab se muta jaiz nahi hay. 2) wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2362, 2341. 2328-2335). Update on dated 29-12-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.