Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Sistani 
Question A syed family of four.Husband & wife with 2 children needs a home to live & monthly expenses along with educational fees for their children.The husband is sick and does odd jobs now and then.Can I built a home and support the family from my Khums. 
Answer Zarori hay k khumus ko do hisson main taqseem kia jaay.is ka aik hissa saadaat(syed) ka haq hay or zarori hay k kisi syed faqeer ko daya jaay.or dosra hissa imam e zamana(a.s) ka hay jo zarori hay k maujodah zamanay k zindah aalam mujtahid ko dia jaay.mazdeed ye k syed ka haq mujtahid ya oskay wakeel ko dia jasakta hay k wo aap ki taraf say saadaat ko day dain Jis syed faqeer ko khumus diya jay zarori hay k os main ye chand shrait hon. 1) 12 imamo ko imam manta ho. 2) Ye pta ho k Khusmus ki raqam ko gunah k kaam main istimaal nahi karay ga. 3) Sharabi nah ho 4) Namaz or rozah rakhnay wala ho 5) Aylaaniyah(Khul) ker ghunah nah kerta ho. 6) Khud Yaqeen ya itminaan ho k ye syed hay ya phir 2 adil shaks os k syed honay k tasdeeq ker dain. 7) Ehtiyaat e wajib ye hay k os ko shem e sadaat os k saal bhar k akhrajaat say ziyadah nah diya jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 1804-1819). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.