Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam o alikum sir mera sawal yeh hai k jab jab ehtelam hota hai to mujhe bad main weham hota hai k bestar ganda ho chuka hain or ye bhi dar hota hai k family main koi member meri ehtelam k kapro ko ghela hat lagaye ya bestar ko to os par bhi ghusal wajib hoga 
Answer Mani najis hay, or agar kisi insan ko mani lage tu os per ghusl e janabat wajib nahi hota. Or jis jagah k najis hone ka yaqeen ho sirif osi jagah ko paak kerna zarori hay shak wali jagah ko paak kerna zarori nahi. Or waswasay ko ehmiyat nah di jaey. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael jamee,Edition# 1435,Mafhoom e Maslah #137,247). Update on dated 19-01-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.