Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslamualaikum sir mera swal ye hai k main aur meri cousin aik dusry sy muhabet krty hain nikah krna chahty hain lakin us k walid nhi razi apni anaa zid ki wja sy baqi sb razi hain mry ghr waly uski ami bhai sb lakin sirf walid nhi razi aur uski ami bolty hain k is k bap k bgair main kaaiy krdun ,to aisi surt main hum khud nkah kr skty hain kyaa ya koi beech ka rsta btain k wo man jain baqi koi aisi koshish nhi rhi jo hum ny mnany k liye ki na ho unhain apk jwab ka intzar rhy gaa 
Answer Wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335) Update on dated 23-01-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.