Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam.o alikum main Bs ki student HN mera JB b paper HTA g to main question paper daikhti HN to bht Khush hti HN ku k main me sub yad kiA HTA h..Par jaisy hi paper likhna start kr daiti HN mery dimag SE sub Kuch nikal Jata h or paper but Bura HTA h...Plz Meri help kryn or mjy koi Hal bra dyn 
Answer Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333). Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 23-01-2017. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.