Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatulla sistani 
Question agr jume ki namaz hum wajib ki niyat se padh le to kya hm iske baad zohar ki namaz bhi wajib ki niyat se padh sakte hain... 
Answer jume ki namaz wajib e takhyiri he. is se muraad yeh he ke jume k din mukallaf ko ikhteyaar he k agar namaz e juma ki sharait mawjood hoon to jume ki namaz pehay ya zohar ki namaz perehay hayhaza agar insan jume ki namaz{wajib ki niyat se} parhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karti he (yaani phir zohar ki namaz padhna zaroori nahi he). (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 720)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.