Answer |
Likoria (safeed yellow color ki ratubat) mani nahi hay. Ye paak hay or is k aanay se ghusl , ya wuzu bhi wajib nahi hota. Aur namaz aur doosri ibadaat bhi kar saktay hain or doraan e namaz aay tu namaz batil nahi hogi. (Ref:email rcvd). Update on dated 30-01-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |