Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kia Shadi Shuda aurat apne shohar (husband) ki marzi k bgher mannat maan sakti hai? Aur agar maan le tou uss mannat k pura karne k bare mein kia ehkamat hain? 
Answer Agr orat aysi kam ki nazar kar rahi hai jo shohar k hqooq k manafi ho, to ye nazar sahi nahi hia chahe shohar ki ijazat k bger nazar krli ho ya nazar krk bad men ijazat li ho dono suraton men ye nazar hi sahi nahi hai chahe wo nazar shadi se pehli hi mani ho, Isi tarah orat ka apne hi maal men shohar ki iajzat k bger nazar krna mahalle ishkal hai isi liye ehtiyat ki riaayat krna zaruri hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.