Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AQAE SISTANI (AQAE KHOI KAY MASLAY PER BAKI HOO) 
Question BEWA SAY MUTTA KARNAY KA TARIKA AUR KYA PARNA HOOTA HAI AGAR MARD AUR AURAT DOO HEE HOO KOHEE GAWA NA HOO 
Answer Nikah e Muta ka wohi tareeka hai jo daaimi (permanent nikah) ka hota, Albatta is men ye zaruri hai k nikah se pehle Muta ki muddat (time period) or Haq e Meher taey kerna hoga,or muta k seghe perhe jain Or Nikah me ghawahon ki zarorat nahi hoti hay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2333-34-35). Update on dated 22-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.