Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah sistani sahab 
Question Salam, Mera sawal ye hai k agr koi shakhs ruhaani tor pr bimar ho or apny exams ki tayyari ki qabliyat na rakhta ho. To kia cheating ki jasakti hai? chahey kuch paisey hee q na deney padhey. Ya kuch paisey dey kar pass ho saktey hain? Agerchey aesa karney main kisi ka kuch nuqsan nahi meri nazar main. Or phir job k liye bhi achhi qualification ki requirement hoti hai halakey jo study ki hoti hai wo offices main itna kaam nahi ati. jo experience ka mutalba kia jata hai wo hum jaantey hain. Lehaza meri rehnumai farmain. Jazakallah. 
Answer Exams me Cheating karna jaiz nahi he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 233 pg # 148) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.