Answer |
Agar koi shakhs qasam khaye aur agar jooth bool raha ho to haram he, laikin is k koe kaffara nahi hota hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2634, 2638) . Update on dated 04-28-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |