Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Dear Sir, Agar Halte majboori mein agar aik taraf mard ho aur aik taraf aurat to kis ki taraf face kar key peshab karna chahei aurat ki taraf ya mard ki taraf. 
Answer 1)Insaan per wajib he k peshab aur pakhana kartay waqt aur doosray maoqay per apni sharamgahoon ko un logoon se jo mukallaf hoon chahay wo maa aur behen ki terah is k mehram hi Q na hoon. Aur isi terah deewano aur in bachoon se jo achay aur buray ki tameez rakhtay hoon chupa kar rakhay. Lakin sohar aur biwi ka aik doosray se chupana laazim nahi he. 2)Apni sharamgah ko kisi makhsoos cheez se chupana laazim nahi he, maslan agar haath se bhi chuppa lain to kaffi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 53,54) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.