Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name namaz 
Question Assalam valikm hame yah janna hi ke kaza namaz ko kese parte hai fajr isha zuhr asror magrib ko kese ek saat parsakte hai or ramzan mai parneki kya fazelat hai 
Answer Yomiyah namazo ki qaza main terteeb laazim nahi hay siwaay on namazo k jin ki ada main terteeb hoti hay.maslan aik din ki namaz e zuhar or asr ya maghrib or ishaa(yani jab bhi qaza namazain perhain tu pehlay zuhar se pehlay asr nah perhain or isi tarah isha ko maghrib ki namaz se pehlay nah perhain ). (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1358) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.