Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sunni aur shia azaan alag kyun hai?madine me to sunni azan hoti hai to nabi s.a.w.w ke zamane me bhi to sunni azan hi hoti hogi. 
Answer Shia hazraat nabi s.a.w.w or on k ehl e bait a.s k bataey hoay raaste ki pairwi kerte hain or qiyaas ko deen main dakhil nahi kerte, sunnat e nabi s.a.w.w or sunnat e ehl e bait a.s or degar ashaab e paighaber bhi osi azaan ko kaha kerte thay jo aaj kal shia hazraat kehte hain. Mazeed tafsilaat k liay aap is lin per click karain. (Ref: http://www.sadeqin.net/ur/shobahat.php?mod=4&id=25 ). Update on dated 15-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.