Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asalam o alakom kya koi larki apni marzi ka motabiq talaq lasakti hain jo ka oski ki nika oski marzi sa hoi ha ya oskin pasand sa hoi ho or bad ma wo chaha talaq lasakti hain is waja say ka wo kahti ha ma na samaj ti ka mana ha kardi ti or ma nikah ka bad kisi or ko pasand karti ho or oska shoher osa talaq nahi dana chahta or oski rokhsati be nahi hoy ha ladki molk sa bahir ha or talaq lana ja be nahi sakti ager jay to osa jan ki bi khatra hain oska shoher osa jan sa marna ki damki daraha hain to wo kya kara jabe zaror day  
Answer Jab aurat apnay shohar ki taraf maa’il na ho(ya os ko pasand na kerti ho) or apna meher ya koe raqam apnay shohar ko is liay day takeh woo os ko talaq e khula day, aisai talaq ko talaq e khula kehtay hain talaq e khula main baat laazmi hay k zoja apnay shohar say itni nafrat kerti ho k hoqooq e zojiyat(maslan hambistari) ada nah kernay ki dhamki day.mazeed ye keh talaq k liay zarori hay k merd apni merzi ya ikhtiyaar say day,ager os ko talaq per majboor kia gaya ho tu tu ye talaq batil hogi.(Ref: Aytullah Seestani (d.b.) tawzee hul masail maslah # 2492 & 2462). Update on dated 15-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.