Answer |
Dono ka sawaab hay, koshish karain k dono ko jama karain.(yani quran or os ka terjuma dono perhain). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Email rcvd from ayatullah sistani d.b dated: 06-08-2011). Update on dated 18-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |