Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kya esha ke namaz prhny sy phly so jyn or uth k namaz parhyn to kya namaz qaza ho jte ha ya parh skty HN? 
Answer Isha ki namaz ka waqt mukhtaar shakhs k lie aadhi rat tk hai. aur rat ka hisab suraj guroob honay ki ibteda sai toloe e fajar tk hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 727).Update on dated 25-02-2017. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Note: Namaz e isha se pehlay sona jaiz hay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.