Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question کوئی کسی کو رقم ادھا دے اور اس سے ماہانہ بنیاد پرر قم بھی وصول کرے جبتک اسکا قرض واپس نہ ہو تو یہ کس ضمرے میں آئگا  
Answer Qarz ki raqam per ziyada raqam wosool kerne ki shart nah ki gae ho. Or jitni raqam qarz di thi os se oper raqam nah lia jaey,Q k ye sood hoga, or sood haram hay. Ab chahay har mahinay khuch raqam wosool ki jaey ya aik sath mukammal raqam wosool ki jaey, koe farqa nahi perhta. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhajus Saliheen,part#2,Mafhoom e Maslah#1011 ). Update on dated 10-03-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.