Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salamun Alekum Gana bajana ya music kon sa jaeez hai aur kon sa haram hai iss par bohat sawal hote hai kyuki aek larki nahid hai aur vo indian channel ke aek programe mai gana ga rahi hai aur uss par kisi hamare ahle sunnal bhai ne fatwa de diya hai, to hamari indian media par kafi bat utah rahi hai ke islam me gana haram hai, pls tafseer se jawab de. 
Answer Ghina(song) haram hai, Is sai murad wo batil kalam (alfaaz) hain jisay aisi lai (taraz) k sath gaya jay jo lohv o laeb(faajir o fasiqo) ki mehfiloo sai maqsoos ho. aur gina ka sunna bhi haraam hai .(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2043) ,(ref: alfiqh lilmugterebeen ,aqa sistani,pg:62). Halal music wo hai jo lawo lab(ghuna gharo ) ki mehfir se munasbat na rakhte ho aur haram music wo hai jo lawo lab(ghuna gharo ) ki mehfil se munasbat rakhte ho. Mazeed malomaat k liay is link http://www.sistani.org/english/qa/01246/ per click karain. (ref.jadeed fiqhe masail, aqa sistani,pg:277,mafhoom e masla:545) . Update on dated 16-03-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.