Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question A.A,mera sawal ye he ke hum agar farz namaz ke sirf farz hi parh len sunnat aur nafil na parhen to koi ghunah to nahi or kia humari namaz ada ho jaey gi? 
Answer Mustahab namazoon me se rozana ki nafil namazoon ki bohat ziada takeed ki gae he. Laikin in ko parhna zaroori nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 752) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.