Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question A.A,mera sawal ye hai ke agar room men bichey hue carpete per bachay ne peshab or pakhana kia hua ho yani carpete napaak ho to us ke uper jaey namaz bicha kr namaz parrh sakte hen ya nahi? 
Answer Agar namaz prhnay ki jigha najis ho aur najasat aisi ho jo namaz ko batil kar danay wali ho to itni martoob(gilli) na ho k is ki ratoobat namaz parhnay walay badan ya libas tak pounchay. Lakin agar sijday me peshani rakhnay ki jigha najis ho to chahae wo khusk bhi ho namaz batil he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # namaz parhnay ki jigha ki panchwe (5) shrt) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.