Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aghr namaz ki jamaat khari ho or koi sunnat per kr jamaat k saath khra ho jaey Imaam k Salam pherny se pehly hi uth jaey to kia krna chahiay?  
Answer Jo shaks imam se aik rakat pechey ho us k leye behtar yeh hai keh jab imam aakhari rakat ka tashhud parh raha ho tu hathon ki unglion or paon ka aaglah hissah zameen par rakhey or ghutnon ko buland kare or imam k salaam parhney tak intezaar kare or phir kharah ho jaye or ager esse waqat furadah ka qasd karna chahey tu koe harj nahe. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1433)Update on dated 21-03-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.