Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aoa Ghusal e janabat ka kia teriqa hai? 
Answer Ghusl ka tareqa ye hai k ehtiyat e lazim ki bina par niyat k sath pehle pura sir o garden aur baad mai badan dhona zarori hai.Is baat ka yaqeen hasil kernay k leye k donu hissay (sir o garde) aur (badan) ko mukammal tour par dho liya hai,jis hissay ko doein us k sath dusray hissay ki kuch miqdaar dhona zarori hai yani sir aur garden ko dhotay waqt kuch hissa ziada dhoya jaey baqi badan ko bhi shamil krtay hue ta k yaqeen ajaey k pura sir aur garden dhoya hai.is trha badn dhotay waqt thora upper garden ki janib sy shuru kia jae. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #360,362) Update on dated 23-03-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.