Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalamualikum warahmathullah main ek Muslim aurat hu meri shaadi ek converted into islam k admi se hui jis se mujhey do bachey bhi hain mera shohar islaam per bilkul b nahi chalta imaan mazboot nahi hai is admi ka aisi soorat main mujhe kya karna hoga plz mujhey answer bataye kya main iskey saath rishta rakh sakti hu ya nahi ya fir mujhey talaaq lena hoga??? 
Answer Agar wo kalmia e shahadat ka izhar kerta ho or islam k ehkamaat ka inkaar nah kerta ho, tu wo musalman k hokum main hay, faqat os k namaz nah perhne se wo kafir nahi ban jaey ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #205) Update on dated 23-03-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.