Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aaslam o alikum sir mai bheta hoa or kesi girls se bat kar rha or pishab k katra nekal jae or us ka dagh dress par lag jae or us jaga ka nishan ik coin se kam ho to kya mere par gussal wajib ho ga or kya meri namaz ho gi ya ni ho gi agar gusal na karun or dress na change krun 
Answer Wo ratoobat(liquid qatre) jo khabi kabar shehwat ubhrnay par mard ki sharamgah se kharij hoti hai use Mazi kehtay hain aur wo paak hai(matlb ap namaz parh sakte hen). Aur wazoo ko bhi batil nahi karti. aur wo ratoobat jo kabhi kabhi mani k baad kharij hote hai jise Wazi kaha jaata hai.ya Wo ratoobat jo baz awqat peshab k bad niklti hai osay Wadi kehtay hain agar is se peshab mila hua na ho to pak hai is k alawa is se ghusl wajib nahi hota hai. (Ref : Ayat_ullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, Edition # 36th, Maslah # 70). Update on dated 05-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.