Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Ager kuch raqam kise ko btor qarz di gae he to us bary me khums ka kia hukam he.  
Answer Agar qarz per di hoe raqam wosool kerne k qaabil ho tu zarori hay k os raqam ka khums ada kare, chahay narmi k sabab ya kisi doosri wajah se os raqam ka mutaalba nah kare, laikin agar mutalba k sath bhi raqam abhi khums k saal k agaaz tak wusool nah ho, tu sabar kare or wosool hone k baad fauran saal ka intezaar kiay baghair khums ada kare. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Ahkaam e khums o fitra, Mafhoom e Maslah #2366). Update on dated 06-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.